Tag: उसकी हो आराधना

  • उसकी हो आराधना / Uski Ho Aaraadhna

    उसकी हो आराधना – 2
    क्रूस पे जो मारा गया – 2
    उसकी हो आराधना – 2
    कब्र से जो बाहर आया – 2
    उसकी हो आराधना – 2
    ऊपर जो उठाया गया – 2
    येशु की आराधना – 2
    पिता के दाहिने ओर जा बैठा – 2

    मेमने की आराधना – 2
    बेटे की आराधना – 2
    जो था, जो है, जो आने वाला है – 2

    उसकी हो आराधना – 2
    माफ़ी जो हमको देता – 2
    उसकी हो आराधना – 2
    पिता से जो मिलाता – 2
    उसकी हो आराधना – 2
    जीवन नया जो देता – 2
    येशु की आराधना – 2
    हमको ले जाने जल्दी वापस आता – 2


    Uski ho aaraadhna – 2
    Kroos pe jo maara gaya – 2
    Uski ho aaraadhna – 2
    Kabr se jo bahar aaya – 2
    Uski ho aaraadhna – 2
    Upar jo uthaya gaya – 2
    Yeshu ki aaraadhna – 2
    Pita ki daahine or jaa baitha – 2

    Memne ki aaraadhna – 2
    Bete ki aaraadhna – 2
    Jo thaa, jo hai, jo aane wala hai – 2

    Uski ho aaraadhna – 2
    Maafi jo humko deta – 2
    Uski ho aaraadhna – 2
    Pita se jo milaata – 2
    Uski ho aaraadhna – 2
    Jeewan naya jo deta – 2
    Yeshu ki aaraadhna – 2
    Humko le jaane jaldi vaapas aata – 2