Tag: गाऊँ बढ़ाई मैं तेरी Gaaoon Badai Mein Teri

  • गाऊँ बढ़ाई मैं तेरी Gaaoon Badai Mein Teri

    गाऊँ बढ़ाई मैं तेरी
    येसु जी तुम्हारी बलिहारी

    भूखों की रोटी हो तुम
    प्यासों के प्रभु पानी हो तुम
    अन्न जल जीवन दाता हो तुम
    येसु जी तुम्हारी बलिहारी

    अंधों की आँखें हो तुम
    कोढ़ी की प्रभु काया हो तुम
    अन्न जल जीवन दाता हो तुम
    येसु जी तुम्हारी बलिहारी

    लंगड़ों के पाँव तोहो तुम
    अनाथों के प्रभु नाथ हो तुम
    अन्न जल जीवन दाता हो तुम
    येसु जी तुम्हारी बलिहारी

    भक्तों के प्यारे हो तुम
    दुखियों के दिलासा हो तुम
    अन्न जल जीवन दाता हो तुम
    येसु जी तुम्हारी बलिहारी


    Gaaon badai mein teri
    Yesu ji tumhaari balihaari

    Bhookon ki roti ho tum
    Pyaason ke prabhu paani ho tum
    Ann jal jeevan data ho tum
    Yesu ji tumhaari balihaari

    Andhon ki aankhen ho tum
    Kodi ki prabhu kaya ho tum
    Ann jal jeevan data ho tum
    Yesu ji tumhaari balihaari

    Langdon ke paav tho ho tum
    Anaathon ke prabhu naath ho tum
    Ann jal jeevan data ho tum
    Yesu ji tumhaari balihaari

    Bhakto ke pyaare ho tum
    Dukhiyon ke dilaasa ho tum
    Ann jal jeevan data ho tum
    Yesu ji tumhaari balihaari