Tag: गाओ न गाओ न में Gaon Gaon Mein

  • गाओ न गाओ न में Gaon Gaon Mein

    गाओ न गाओ न में
    शहर शहर में धूम मच गयी है
    आई पवित्र आत्मा अब मंडरा रहा है

    चीखो चिल्लाओ
    सब को बताओ
    उधार का समय आ गया
    अंधकार जो छाया था
    रोशिनी अब हम पर आ गयी है

    मन शरीर और आत्मा
    मिलकर गाये इन होसन्ना
    देते तुझ को महिमा येशू
    चट्टानें उजड़ रही
    और दीवारें भी टूट रही
    पत्थर दिल भी पिघल रहे है

    पासबाँ भी चल रहे है न
    पवित्रात्मा के सहारे
    धार्मिकता के भूखे टी
    एरी सामर्थ से भरे

    चीखो चिल्लाओ…..
    मन शरीर और आत्मा …..


    Gaon Gaon Mein
    Gaon Gaon mein, sheher sheher mein
    Dhoom mach gayi hai
    Pavitra aatma ab mandara raha hai

    Cheekho chillaao,
    Sab ko bataao
    Udhaar ka samay aa gaya
    Andhakaar jo chaaya tha
    Roshini ab hum par aa gayi hai

    Man shareer aur aatma,
    Milkar gaayein hosanna
    Dete tujh ko mahimaa Yeshu
    Chattaanein ujad rahi
    Aur deewarein bhi toot rahin
    Paththar dil bhi pighal rahe hain

    Paasbaan bhi chal rahe hain
    Pavitratma ke sahaare
    Dhaarmikta ke bhooke
    Teri saamarth se bhare

    Cheekho chillaao

    Manshareer aur aatma