Tag: तेरी स्तुति में करू आराधना करू Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu

  • तेरी स्तुति में करू आराधना करू Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu

    तेरी स्तुति में करू आराधना करू,दिल से दिल से
    मेरी साँसों तेरा नाम रहे,
    मेरी साँसों तेरा नाम रहे,
    आए प्रभु तू ही तू

    जहाँ मेरी नज़र जाए वाहा तेरी स्तुति हो
    सारी दुनिया का रखवाला तू,
    सारी दुनिया का रखवाला तू,
    ये येशू तू ही तू प्रभु

    तेरी स्तुति में करू

    खुशी और गम में साथ हो तेरा
    प्रारंभ और अंत में नाम हो तेरा
    मेरे जीवन का सहारा तू
    मेरे जीवन का सहारा तू
    आए प्रभु तू ही तू प्रभु

    तेरी स्तुति में करू


    Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu
    Teri Stuti Mein Karu Aaradhna Karu,Dil Se Dil Se
    Meri Saanson Tera Naam Rahe,
    Meri Saanson Tera Naam Rahe,
    Aye Prabhu Tu Hi Tu

    Jahaan Meri Nazar Jaye Waha Teri Stuti Ho
    Saari Duniya Ka Rakhwala Tu,
    Saari Duniya Ka Rakhwala Tu,
    Ye Yeshu Tu Hi Tu Prabhu

    Teri Stuti Mein Karu

    Khushi Aur Gam Mein Saath Ho Tera
    Prarambh Aur Anth Mein Naam Ho Tera
    Mere Jeevan Ka Sahaara Tu
    Mere Jeevan Ka Sahaara Tu
    Aye Prabhu Tu Hi Tu Prabhu

    Teri Stuti Mein Karu