Tag: Aur jyaadaa tujhseप्यार करूँगा मैं और ज्यादा तुझसे Pyaar karungaa main

  • प्यार करूँगा मैं और ज्यादा तुझसे Pyaar karungaa main Aur jyaadaa tujhse

    प्यार करूँगा मैं, और ज्यादा तुझसे
    प्यार करूँगा मैं, और ज्यादा तुझसे
    आराधना और गहराई से -2
    पूरे मन से आराधना,
    पूरे बल से प्रेम ही करूँ,
    आराधना, आराधना-4

    एबेनेज़ेर हो, एबेनेज़ेर हो,
    अभी तक तू सहारा मेरा, -2
    पूरे मन से आराधना,
    पूरे बल से प्रेम ही करूँ (येशु तुझे) -2
    आ.राधना, आ.राधना-4

    एलरोही – एलरोही,
    याद किया मुझे धन्यवाद प्रभु -2
    पूरे मन से आराधना,
    पूरे बल से प्रेम ही करूँ (येशु तुझे) -2
    आ.राधना, आ.राधना-4

    यहोवाह रफा – यहोवाह रफा,
    चंगा किया धन्यवाद प्रबु -2
    पूरे मन से आराधना,
    पूरे बल से प्रेम ही करूँ (येशु तुझे) -2
    आराधना, आराधना-4

    प्यार करूँगा मैं,
    और ज्यादा तुझसे आराधना और गहराई से -2
    पूरे मन से आराधना,
    पूरे बल से प्रेम ही करूँ,
    आराधना, आराधना


    Pyaar karungaa main,Aur jyaadaa tujhse
    Pyaar karungaa main, Aur jyaadaa tujhse
    aaraadhnaa aur gahraai se -2
    Pure man se Aaraadhnaa,
    Pure bal se prem hi karun,
    Aaraadhnaa, aaraadhnaa-4

    Abenejer ho, ebenejer ho,
    Abhi tak tu sahaaraa meraa, -2
    Pure man se aaraadhnaa,
    Pure bal se prem hi karun (yeshu tujhe) -2
    Pa.raadhnaa, aa.raadhnaa-4

    Elrohi – elrohi,
    Yaad kiyaa mujhe dhanyvaad prabhu -2
    Pure man se aaraadhnaa,
    Pure bal se prem hi karun (yeshu tujhe) -2
    Aa.raadhnaa, aa.raadhnaa-4

    Yahovaah raphaa – yahovaah raphaa,
    Changaa kiyaa dhanyvaad prabu -2
    Pure man se aaraadhnaa,
    Pure bal se prem hi karun (yeshu tujhe) -2
    Aaraadhnaa, aaraadhnaa-4

    Pyaar karungaa main,
    Aur jyaadaa tujhse aaraadhnaa aur gahraai se -2
    Pure man se aaraadhnaa,
    Pure bal se prem hi karun,
    Aaraadhnaa, aaraadhnaa