Tag: chandi se bhi kimti

  • प्रभु तू है, चाँदी से भी कीमती Prabhu tu hai, chandi se bhi kimti

    प्रभु तू है, चाँदी से भी कीमती
    प्रभु तू है, सोने से महेंगा
    प्रभु तू है, हीरों से भी सुंदर
    और तुझसे बढ़कर, कुछ नहीं चाहूं – 2

    प्रभु तू है, मेरे दिल से भी कीमती
    प्रभु तू है, जीवन से भी महेंगा
    प्रभु तू है, श्रीस्टी से भी सुंदर
    और तुझसे बढ़कर कुछ नहीं चाहू


    Prabhu tu hai, chandi se bhi kimti
    Prabhu tu hai, sone se mehenga
    Prabhu tu hai, hiron se bhi sundar
    Aur tujhse badhkar, kuch nahin chahoon – 2

    Prabhu tu hai, mere dil se bhi kimti
    Prabhu tu hai, jeevan se bhi mehenga
    Prabhu tu hai, shristi se bhi sundar
    Aur tujhse badhkar kuch nahin chahoo