Tag: Dekhoon Main

  • देखूं मैं तुझे / Dekhoon Main Tujhe

    देखूं मैं तुझे
    तेरी महिमा में
    तेरी आराधना करूँ
    मैं तो तेरे सामने झुकूं

    रब्ब तू मेरा खुदावंद है
    सरे जहां में मुबारक है
    तेरी आराधना करूँ -2
    मैं तो तेरे सामने झुकूं

    प्रभु तू बसे
    पवित्र स्थान में
    उसी की मैं कामना करूँ
    मैं तो तेरे सामने झुकूं

    न्याय तू करे
    धार्मिकता से
    तारीफ तेरी करूँ
    मैं तो तेरे सामने झुकूं


    Dekhoon main tujhe
    Teri mahima mein
    Teri aaraadhna karoon
    Main to tere saamne jhukun

    Rab tu mera khudawand hai
    Saare jahan mein mubaarak hai
    Teri aaraadhna karoon – 2
    Main to tere saamne jhukun

    Prabhu tu basei
    Pavitra sthaan mein
    Usi ki main kaamna karoon
    Main to tere saamne jhukun

    Nyay tu karei
    Dharmikta se
    Tareef teri karoon
    Main to tere saamne jhukun