Tag: Jai Jai Prabhu yeshu ki – जय जय प्रभु येशु की

  • Jai Jai Prabhu yeshu ki – जय जय प्रभु येशु की

    जय जय प्रभु येशु की

    जय जय प्रभु येशु की – २
    हमको बचाने आया जगत मे
    उसकी स्तुति करो
    हा – हा – हा – हल्लेलुयाह
    हो – हो – हो – हो सन्ना
    ला – ला – ला – ला – ला – ला
    हल्लेलुयाह आमीन

    १. खून की धरा बहती सूली से
    जिसमे धुले सब पाप
    धोलो अब तुम अपने ह्रदय को
    उसमे रहे न दाग – २

    २. ग्रहण करो तुम आज येशु को
    प्रेम की बहती धार
    उसको बना लो खेवन हारा
    नाव लगा लो पार – २

    ३. वापस आता मेरा प्रभुजी
    ले जाएगा साथ
    आशा मेरी अबतो यही है
    चलो तुम मेरे साथ – २

    ४. हरदम होंगे साथ येशु के
    ख़ुशी और शांति आराम
    आएगा वो लेने तुम्हे भी
    रहना तुम तैयार – 2


    Jai Jai Prabhu yeshu ki

    Jai Jai Prabhu yeshu ki – 2
    Hum ko bachane Aaya jagat mai
    Uski stuti karo,
    Hallelujah aamen

    1. Khun ki dhara behti suli se
      jismai dhule sab paap,
      Dholo aab tum aapne hriday ko
      usmai rahe na daag – 2
    1. Grahan karo tum aaj Yeshu ko
      prem ki behti dhaar,
      Usko bana lo khewan hara
      naaw lagalo paar – 2
    1. Wapas aata mera prabhu ji
      le jayega saath,
      Aasha meri aab to yahi hai
      chalo tum mere saath – 2
    1. Herdum honge saath yeshu ke
      khushi aur shanty aaram,
      Aayega wo lene tumhe bhi
      rehne tum taiyaar – 2