Tag: Jis naam mein chippi hai sari mahima

  • जिस नाम में छिपी है सारी महिमा | Jis naam mein chippi hai sari mahima

    जिस नाम में छिपी है सारी महिमा
    जिस नाम को मिली है सारी गरिमा
    वो नाम है ख़ुदा के बेटे का
    येशु नाम है ख़ुदा के बेटे का

    जिस नाम हैं से मुर्दे जिंदा होते
    जिस नाम से सब पाप अपने धोते
    वो नाम है ख़ुदा के बेटे का
    येशु नाम है ख़ुदा के बेटे का

    है दुनिया सारी बनी हुई जिस नाम से
    क़यामत का दिन आएगा उस नाम से
    वो नाम है ख़ुदा के बेटे का
    येशु नाम है ख़ुदा के बेटे का


    Jis naam mein chippi hai sari mahima

    Jis naam ko mili hai saari garima
    Vo naam hai Khuda ke bête ka
    Yeshu naam hai Khuda ke bête ka

    Jis naam hai se murdey zinda hotey
    Jis naam se sab paap apne dhotey
    Vo naam hai Khuda ke bête ka
    Yeshu naam hai Khuda ke bête ka

    Hai duniya saari bani hui jis naam se
    Kayamat ka din aayega us naam se
    Vo naam hai khuda ke bête ka
    Yeshu naam hai Khuda ke bête ka