Tag: Mahima denge tujh ko prabhu – महिमा देंगे तुझको प्रभु

  • Mahima denge tujh ko prabhu – महिमा देंगे तुझको प्रभु

    महिमा देंगे तुझको प्रभु

    महिमा देंगे तुझको प्रभु
    महिमा तुझको प्रभु
    तेरा नाम महान और सबसे ऊँचा है

    पावन कहते तुझको प्रभु
    पावन तुझको प्रभु
    तेरा नाम महान और सबसे ऊँचा है

    आदर देंगे तुझको प्रभु
    आदर तुझको प्रभु
    तेरा नाम महान और सबसे ऊँचा है

    येशु कहते तुझको प्रभु
    येशु तुझको प्रभु
    तेरा नाम महान और सबसे ऊँचा है


    Mahima denge tujh ko prabhu

    Mahima denge tujhko prabhu
    mahima tujhko prabhu
    Tera naam mahaan aur sabse uncha hai

    Paawan kehte tujhko prabhu
    Paawan tujhko prabhu
    Tera naam mahaan aur sabse uncha hai

    Aader denge tujhko prabhu
    Aader tujhko prabhu
    Tera naam mahaan aur sabse uncha hai
    Yeshu kehte tujhko prabhu
    Yeshu tujko prabhu
    Tera naam maahaan aur sabse uncha hai