Tag: Main Khush Hoon

  • मैं ख़ुश हूँ Main Khush Hoon

    मैं ख़ुश हूँ, मैं ख़ुश हूँ, मैं आनंद से भरा
    क्योंकि प्रभु येशु ने मुझ से प्यार है करा
    मैं ख़ुश हूँ, मैं ख़ुश हूँ, मैं आनंद से भरा

    मैं गाऊं, मैं गाऊं, मैं गीतों से भरा
    क्योंकि प्रभु येशु ने मुझ से प्यार है करा
    मैं गाऊं, मैं गाऊं, मैं गीतों से भरा

    मैं नाचूं, मैं नाचूं, मैं मस्ती से भरा
    क्योंकि प्रभु येशु ने मुझ से प्यार है करा
    मैं नाचूं, मैं नाचूं, मैं मस्ती से भरा


    Main Khush hun, Main Khush hun, Main aanand se bhara
    Kyunki Prabhu Yeshu ney mujhe se pyaar hai kara
    Main khush hun, main khush hun, main aanand se bhara

    Main gaaun, Main gaaun, main geeton se bhara
    Kyunki prabhu yeshu ney mujhey se Pyaar hai kara
    Main gaaun, Main gaun, main Geeton se bhara

    Main Naachun, main Naachun, main masti se bhara
    Kyunki Prabhu yeshu ney mujh se pyaar hai kara
    Main Naachun, Main Naachun, main masti se bhara