Tag: Rajadhiraj mahima ke saath – राजाधिराज महिमा के साथ

  • Rajadhiraj mahima ke saath – राजाधिराज महिमा के साथ

    राजाधिराज महिमा के साथ

    राजाधिराज, महिमा के साथ
    आ रहा है ,
    मेघों पर होके सवार – 2

    मुसीबत निंदा – दुःखों का सिलसिला,
    खत्म होने का समय आ गया – 2
    राजाधिराज…

    मेरे प्रिय का जलाली चेहरा
    देखने का अब समय आ गया – 2
    राजाधिराज…

    सब दुःखों से परे – अनंत वास में,
    ले जाने के लिये वो आ रहा है – 2
    राजाधिराज…

    अपने प्रिय के साथ करने सदा का साथ
    हम जाने वाले हैं, रहें हर पल तैयार – 2
    राजाधिराज.


    Rajadhiraj mahima ke saath

    Rajadhiraj, Mahima ke saath
    Aa raha he
    megho’n par hokar sawar – 2

    Musibat ninda – dukho’n ka silsila
    Khatam hone ka samay aa gayaa- 2
    Rajadhiraj…

    Mere priy ka jalall chehra
    Dekhne ka ab samay aa gaya – 2
    Rajadhiraj…

    Sab dukho se pare – anant vas mei
    Le jaane ke liye wo aa rahaa hei – 2
    Rajadhiraj…

    Apne priy ke saath kame sadaa ka vaas
    Ham jaane wale hein rahe har pal taiyyar – 2
    Rajadhiraj