Tag: इक आग हर दिल में Ek aag har dil mein

  • इक आग हर दिल में Ek aag har dil mein

    इक आग हर दिल में
    हमको जलाना है
    भटके हुए दिल को
    प्रभु से मिलाना है

    संसार की आशा भरी
    नज़रें हम ही पर हैं
    उद्धार का संदेश भी
    कांधों के ऊपर है
    एक दीप से लाखों दिये – 2
    हमको जलाना है
    भटके हुए…

    इतने सरल ये रास्ते
    कल ना खुले होंगे
    प्रचार के अवसर हमें
    हाँसिल नहीं होंगे
    तैयार रहना कल हमें – 2
    खुद को मिटाना है
    भटके हुए…


    Ek aag har dil mei
    humko jalaana hei
    bhatke hue dil ko
    Prabhu se milaana hei

    sansaar ki aasha bhari
    nazarein hum hi par hein
    uddhar ka sandesh bhi
    kaandho ke upar hei
    ek deep se laakhon diye -2
    humko jalaana hei
    bhatke hue…

    itne saral ye raste
    kal na khule honge
    prachaar ke awasar hamein
    hansil nahi honge
    taiyaar rahna kal hamein -2
    khud ko mitaana hei
    bhatke hue…