Tag: दिल में तू आजा प्रभु Dil me too aaja prabhu

  • दिल में तू आजा प्रभु Dil me too aaja prabhu

    दिल में तू आजा प्रभु
    दिल में तू बस जा प्रभु
    जीवन की रोटी भक्तों की शक्ति
    दिल में तू आजा प्रभु

    दर्शन को तेरे कब से हूँ प्यासा
    सब का सहारा दूजा न तुझसा
    दिल में तू आजा स्वामी मेरे
    दिल में भर प्रेम तेरा

    दिल में है छाया कितना अँधेरा
    सब का मसीहा तू ही उजीआरा
    जीवन की ज्योति तू है प्रभु
    जीवन की ज्योति जला

    तुझसे ही पाते जीने की शक्ति
    तुझसे ही मिलती हर जन को मुक्ति
    मुक्ति दाता तू है प्रभु
    मुक्ति की राह पर चला


    Dil me too aaja prabhu
    Dil me too bas ja prabu
    Jevan kee rotee bhakto kee shaktee
    Dil me too aaja prabhu

    Darshan ko tere kab se hoo pyasa
    Sabka saharad dooja na tujhsa
    Dil me too aaja swamee mere
    Dil me bhar prem tera

    Dil me hai chhaya kitna andhera
    Sabkamaseeha tuhee ujyara
    Jeevan kee jyotee too hai prabhu
    Jeevan kee jyotee jla

    Tujh se hee pate jeene ki shaktee
    Tujh se hee milteehar jan ko muktee
    Muktee data too hai prabhu
    muktee kee rah par chala